Friendship Poetry in Urdu Two Lines , Dosti Shayari in Urdu 2 Line
Everyone loves the poetry of friendship. Many friends like two line poetry very much so we have found the best shayari on dosti in urdu of Urdu for you. These poems include poems of different poets. We have come up with the same poems about friendship. Dosti Shayari in Urdu can be read absolutely free and this poetry is also in the form of pictures and also in the form of text. If any friend wants to copy and paste, copy and paste it in your social media account without any hesitation.
Friendship Poetry in Urdu Two Lines – urdu shayari, shayari on dosti in urdu
ساتھی مرے کہاں سے کہاں تک پہنچ گئے
میں زندگی کے ناز اٹھانے میں رہ گیا
saathi marey kahan se kahan tak pahonch gaye
mein zindagi ke naz uthany mein reh gaya
باربار سوچوں میں اکثر شب تنہائی میں
وہ یار کیوں روٹھا اس روز شب تنہائی میں
barbar sochon mein aksar shab tanhai mein
woh yaar kyun rootha is roz shab tanhai mein
ٹوٹے اس کے جذبات میرے دل کو توڑ گئے
ہائے وہ مجھے اشکوں میں بھیگتا چھوڑ گئے
tootay is ke jazbaat mere dil ko toar gaye
haae woh mujhe ashkon mein bheegta chore gaye
لب میرے ایسے میں تیرے لئے دعاؤں سے سرشار ہیں
یہی میری وفا دوستی کے کچھ وکھرے سے انداز ہیں
lab mere aisay mein tairay liye duaon se sarshar hain
yahi meri wafa dosti ke kuch وکھرے se andaaz hain
تیرے روٹھنے کا روگ اب بھی کہیں ہے لیکن ,دوست
ہم پھر بھی نذرانہ وفا لئے تیری چوکھٹ پر بیٹھے ہیں
tairay rothney ka rog ab bhi kahin hai lekin, dost
hum phir bhi nazrana wafa liye teri chokhat par baithy hain
اور انتظار کی گھڑیوں میں یہ سوچ رہی ہے کنول
وہ یار کیوں روٹھ گیا مجھ سے اس روز شب تنہائی میں
aur intzaar ki gharion mein yeh soch rahi hai kanwal
woh yaar kyun roth gaya mujh se is roz shab tanhai mein
تمہیں تو دشمنوں کی دشمنی نے مار ڈالا ہے
مجھے دیکھو میں اپنے دوستوں سے زخم کھاتا ہوں
tumhe to dushmanon ki dushmani ne maar dala hai
mujhe dekho mein –apne doston se zakham khata hon
میرے ہر اچھے بُرے وقتوں کا سہَارا ہو تم
دوست نہی صرف، بھائی سے بھی اعلٰی ہو تم
mere har achay buray waqton ka Sahara ho tum
dost naahi sirf, bhai se bhi aala ho tum
دوستوں سے دل کا رشتہ کاش ہو کچھ اس طرح
دشمنی کے سائے میں بھی دوستی باقی رہے
doston se dil ka rishta kash ho kuch is terhan
dushmani ke saaye mein bhi dosti baqi rahay
قرض کیا لینے گئے مفلسی کے سبب
چائے پلا کر دوستوں نے گھر سےنکال دیا
karzzzz kya lainay gaye muflisi ke sabab
chaye pila kar doston ne ghar se nikaal diya
کہنے لگے حد کرتے ہو پئسہ کی کیا اوقات؟۔
مگر فلحال تنگی ھے یہ کہ کر ٹال دیا
kehnay lagey had karte ho pesa ki kya auqaat? .
magar flhal tangi he yeh ke kar taall diya
وہ کوئی دوست تھا اچھے دنوں کا
جو پچھلی رات سے یاد آ رہا ہے
woh koi dost tha achay dinon ka
jo pichli raat se yaad aa raha hai
جسے بھی دوست بنایا وہ بن گیا دشمن
یہ ہم نے کون سی تقصیر کی سزا پائی
jisay bhi dost banaya woh ban gaya dushman
yeh hum ne kon si taqseer ki saza payi
دیکھ لینا خُوب اودھم مچانا ہے
ہم نے برہم دوست کو منانا ہے
dekh lena khob udham machana hai
hum ne barham dost ko manana hai
یوں محفل نہیں ہوتی اور نظارے نہیں ہوتے
یوں چاند كے پہلو میں ستارے نہیں ہوتے
yun mehfil nahi hoti aur nazare nahi hotay
yun chaand ke pehlu mein setaaray nahi hotay
ہَم اِس لیے کرتے ہیں آپ کی فکر
کیونکہ دِل كے قریب سارے نہیں ہوتے
ham iss liye karte hain aap ki fikar
kyunkay dil ke qareeb saaray nahi hotay
اپنا دل پیش کروں اپنی وفا پیش کروں
کچھ سمجھ میں نہیں آتا تجھے کیا پیش کروں
apna dil paish karoon apni wafa paish karoon
kuch samajh mein nahi aata tujhe kya paish karoon
تیرے ملنے کی خوشی میں کوئی نغمہ چھیڑوں
یا ترے درد جدائی کا گلا پیش کروں
tairay milnay ki khushi mein koi naghma chairoon
ya tre dard judai ka gala paish karoon
میرے خوابوں میں بھی تو میرے خیالوں میں بھی تو
کون سی چیز تجھے تجھ سے جدا پیش کروں
mere khowaboon mein bhi to mere khayalon mein bhi to
kon si cheez tujhe tujh se judda paish karoon
جو ترے دل کو لبھائے وہ ادا مجھ میں نہیں
کیوں نہ تجھ کو کوئی تیری ہی ادا پیش کروں
jo tre dil ko لبھائے woh ada mujh mein nahi
kyun nah tujh ko koi teri hi ada paish karoon
میری دوستی کا باغ چھوٹا مگر پھول سارے گلاب رکھتا ہوں دوست
کم ضرور ہیں ،مگرجو دوست رکھتا ہوں لاجواب رکھتا ہوں
meri dosti ka baagh chhota magar phool saaray ghulaab rakhta hon dost
kam zaroor hain,Magar Ju dost rakhta hon lajawab rakhta hon
یک دوست میری زندگی میں ایسا ہے
پھولوں میں ایک گلاب جیسا ہے
yak dost meri zindagi mein aisa hai
phoolon mein aik ghulaab jaisa hai
میری دوستی کی حد اس پہ ختم ہے
زمین پہ رہتا ہے مگر چاند جیسا ہے
meri dosti ki had is pay khatam hai
zameen pay rehta hai magar chaand jaisa hai
دوستوں کو اپنی پلکوں پر بیٹھا لو,🌷
🌷دے کر خوشی سارے غم چرالو,
doston ko apni palkon par betha lo
dy kar khushi saaray gham churalo
ملو ایسے کے پھر تعظیم بھی افلاک سے آئے
ہماری خاک کی خوشبو تمہاری خاک سے آئے۔
milo aisay ke phir tazeem bhi aflaaq se aaye.
hamari khaak ki khushbu tumhari khaak se aaye
مجھ سے دوستی پر مشورہ مانگتے ہیں دوست،💖
💖تیری دوستی کچھ اس طرح مشہور کر گئی ہمیں
mujh se dosti par mahswara mangte hain dost,
Tari dosti kuch is terhan mashhoor kar gayi hamein
کوئی دوست ایسا بھی بنایا جائے
جس کے آنسوؤں کو پلکوں میں چھپایا جائے
koi dost aisa bhi banaya jaye
jis ke aanso-on ko palkon mein chupaya jaye
رہے اس کا اور ہمارا رشتہ کچھ اس طرح
اگررہے اداس تو ہم سے بھی نہ مسکرایا جائے
rahay is ka aur hamara rishta kuch is terhan
Agar Rahy udaas to hum se bhi nah muskuraya jaye
دوستی میں دوریاں تو آتی رہتی ہیں ،
پِھر بھی دوستی دلوں کو ملا دیتی ہے ،
Dosti me dooriyan to aati rehtihain
Phir bhi Dosti Dilo ko mila deti hai
وہ دوست ہی کیا جو ناراض نا ہو ،
پر سچی دوستی دوستو کو منا ہی لیتی ہے .
Wo Dost hi kya jo naraz na ho,
Per sachchi Dosti Dosto ko mana hi leti hai
Famous and widely Read poems by Poets









You can read beautiful and interesting poetry of all Urdu poets here. To read the poetry of famous poets of Pakistan, India, etc. without any hesitation, click on the picture of your favorite poet and enjoy the beautiful poetry.