Namaz Janaza | Namaz e Janaza ka Tarika , Dua | نماز جنازہ | Janazah Prayer

Namaz Janaza | Namaz e Janaza ka Tarika , Dua | نماز جناز | funeral prayers | Janazah prayer

In Islam, the status of Namaz Janaza is Farz e Kefay. Funeral Prayers In Islam, it is not necessary to offer Janazah prayer only to a man, but to offer a funeral prayer and call him a sinner is only an act of men. The method of Namaz e Janaza, dua and all the details about it are mentioned below which are not mentioned in such detail on the internet.

Therefore, we have mentioned below the prayers of Namaz Janaza, the method of funeral prayers, the status of janazah prayer,  the Farazi of janazah prayer, the sunnah prayers, and the obligatory prayers, Namaz Janaza Ki niyat and the prayers of the young and the old. In it, we have explained the Islamic Hanafi method of Namaz e Janaza, which should be followed step by step. The method of performing funeral prayers is very simple. Just read the details below and remember the simple prayers.

Namaz Janaza ka Tarika

namaz e janaza mein sirf qiyam hain yani khara hona ruku sajda nahi hain. bas kharray hokar chaar tkbir parh kar salam phair len bas yahi janaza hain lekin Nechy tfsila zikar hain. dekh lijiye . namaz e janaza farz Kefay ka darja rakhta hain. abhi hum aap ko namaz e janaza ka mukammal tareeqa sikhayiye ge.

namaz islam ka woh rukan hain jo kay aik hamdardi ki bunyaad par hain kyunkay agar koi margaya to is se dunyawi koi vaastaa nahi rakh sakta. marnay ke baad duniya mein kisi ke sath kuch nahi karsaktha to jab kuch kar nahen sakta to phir is ke sath mohabbat rakhna aur namaz e janaza parhna khalsta Allah ki Raza ki bunyaad par hogi.

to is liye namaz e janaza ka sawab bhi janazah prayer ke sawab ki terhan hain. lehaza Nechy Step ko follow kijiyej . namaz e janaza ka mukammal tareeqa hum ne roman urdu aur hindi mein likha taakay Pakistani dostoo ke sath India mein bhi log parh sakay aur faida haasil kar sakay . Ye Sab Hum Nay Tasaveer Ke Zarey Be Zakar kia hain.

 

Namaz e Janaza ka Tarika , Niyat Urdu / Hindi

Sab Say Pehly Whodo Kijiy Isky Baad Namaz Janaza Ki Niyat Parhy Jo Ke Nichy Dia Gia Hain.

Namaz Janaza Ki niyat

Namaz e Janaza Ki Niyat Ke Baad Pehla Takbeer Kary Yani Takbeer Tahrema. Usky Baad Namaz Janaza Ki Sana Parhy Jo Ke Nechy Mention Kia Gia Hain.

Allah O Akabar

Namaz Janaza

Iske Baad Jab Imam Saab Allah o Akbar Kary Yani Dusri Takbeer Tu Iske Baad Namaz e janaza ki Darood Parhy Nechy Mention Hain.

Allah O Akabar

Namaz Janaza

Darood Sharif Yani Duri Takbeer Phrny Ke Baad Per Allah o Akabar Parh Kar Tesri Takbeer Yani Namaz Janaza Ki Dua Shurao Kary. Yad Rahy Ye Dua Mard Aurat Jo Ke Balegh Ho Is keliy Hain.

Allah O Akabar

Namaz e janaza

Agar Mayyat Bacha Ho Yani Nabalegh Ho Tu Is Keliy Upar Dia Gia Dua Nahi Pahna is keliy Nichy Dua Parh lijiy aur Ye Dua Nabalegh Larky Ke Dua Hain

Aur Agar Mayyat Larki Hu Tu Per Nicha Dia Gia Dua Parhna Huga Upar Ki Duain Nahi Pana in Teno Duao Main Koi ik Dua Ko Parhna Huga aur wo Mayyat Ke Mutabek Huga Yani Agar Balegh Ho To Pela Dua agar Nabalegh Larka Ho To Dosri Dua aur Agar Nabalegh LArki Ho Tu Tesri Dua Jo ke Nichy Mention hain.

Namaz Janaza Tesri Takbeer

Jab Tesra Takbeer Parly To iske Baad Chotha Takbeer Parhy Jo Allah O Akabar Karke Imam Sab Ke Saath Niyat Pheer ly. Umeed Karty Hain Ke App Sab Dusto Ko Namaz e Janaza Ka Mukammal Tariqa Aya Hu ga. Kio Keh Ham Ney Koshesh Ki Hain Ke App Ko Basic Say Samjay take Aap Ko Samaj Aye inasha allah Samaj Ayi Ho Gi. aur Main Nay Sawab Ki Niyat Par Sara Tariqa aur Sana dua Lekha Aap Apny Hesaab Say Dosto Ke Saath Share Kejiy. Jazak Allah.

 نماز جنازہ اور نماز جنازہ کا طریقہ

نماز جنازہ ہر مسلمان بھائی کا حق ہوتا ہیں کہ حتیٰ الامکان اپنے بھائی بہن کے جنازے میں شرکت کی جائے اگر کوئی عزر پیش آئے تو پھر گھر اور محلے سے ایک شخص کی حاضری کافی ہوتا ہیں۔ لیکن بغیر کسی عذر کے نہ کرنا گنا ہیں ۔ اور جب نماز جنازہ آپکے سامنے سے گزرے یا آپ جنازہ کو دیکھ لیں تو پھر جنازہ کرنا واجب ہوتا ہیں اگر کوئی عذر نہ ہو تب۔  ہم نے اوپر بہت آسانی سے سمجھایا تاکہ سب دوستو کو سمجھ آئے لیکن پھر بھی میں آپ سمجھاتا ہو آسان الفاظ میں

سب سے پہلے نماز جنازہ کیلئے وضوء کیجئے وضؤء کرنا فرض ہیں اسکے بغیر جنازہ نہیں ہوسکتا۔ اسکے بعد جنازہ کیلئے کھڑے ہوکر جب امام صاحب اللہ اکبر پڑھے تو اس تکبیر کو تکبیر تحریمہ اور پہلا تکبیر بھی کہا جاتا ہیں لھذا اللہ اکبر کرنے کے بعد ثنا پڑھنا ہیں جوکہ پہلا تکبیر کہلایا جاتا ہیں۔ اسکے بعد اللہ اکبر پڑھنے کے بعد درود شریف پڑھنا ہوگا اور اسکے بعد تیرسی باری اللہ ہو اکبر تیسری تکبیر ہوگا اور اسکے بعد دعا پڑھنا ہوگا جوکہ ہم نے سب ذکر کیا ہیں۔ 

نماز جنازہ میں مرد عورت یعنی بالغ حضرات کیلئے الگ دعا ہیں جوکہ مرد عورت کیلئے ایک ہی دعا ہیں اور نابالغ  لڑکے کیلئے الگ اور لڑکی کیلئے الگ دعائیں ہیں اور یہ دعائیں اوپر ذکر ہیں۔  اور تیسری تکبیر کے بعد چھوتی بار جب امام صاحب اللہ اکبر پڑھے تو آپ کچھ پڑھے بنا امام صاحب کے سلام کے ساتھ سلام پھیر لیجئے۔ ہاں ایک بات یا رکھیں جوکہ بہت سادہ بات ہیں اور وہ یہ ہیں کہ نماز جنازہ میں رکوع سجدہ نہیں ہوتا اورقریب قریب کھڑا ہونا ہوتا ہیں۔ لھذا یہی نماز جنازہ کا طریقہ ہیں اور تکبیریں ہیں آپ بآسانی یاد کرسکتے ہیں۔ جزاک اللہ

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *