Shero Shayari Urdu | Poetry on Beauty in Urdu
Shero Shayari Urdu | Poetry on Beauty in Urdu
friends ،، If we talk about the first time, then Shero Shayari was a permanent knowledge of poetry. And the knowledge of this poetry is viewed with great respect and esteem. But the present era has changed and everything has come in the air world of internet so now the poetry festivals seem to be very few but still there are millions of people who are interested in poetry especially Urdu Shero Shayari has been read with interest almost all over Europe. So we have mentioned below Poetry on Beauty in Urdu, if you are interested in such poetry which is related to beauty, then scroll down now and read the poetry and enjoy it.
Sher o Shayari in Urdu | Poetry on Beauty in Urdu with Roman hindi
ہم اتنے خوبصوررت تو نہیں ہیں جان من ، ہاں مگر
جب آنکھ بھر کر دیکھ لیں اسے الجھن میں ڈال دیتے ہیں
hum itnay Khubsurat to nahi hain jaan mann, haan magar
jab Ank bhar kar dekh len usay uljan mein daal dete hain
محبت محتاج کہا حسن اور خوبصورتی کا
میں تو دنیا کے شخص میں چاہوں گی تمہیں
mohabbat mohtaaj kaha husn aur khoubsurti ka
mein to duniya ke shakhs mein chahoon gi tumhe
تاریخ میں قصے حسن یوسف کے ہیں
پھر یہ بنت حوا کس بات پر اتر آتی ہیں
tareekh mein qissay husn Yousuf ke hain
phir yeh Bint Hawa kis baat par utar aati hain
تیری خوبصورتی جب سے دیکھا ہیں
لوگ میرے آنکھوں پ مرتے ہیں
teri khoubsurti jab se dekha hain
log mere aankhon pay martay hain
لوگ پوچھتے ہیں میری خوشیوں کا راز
اگر اجازت ہیں تو بتادوں آپ کا نام
log puchhte hain meri khoshion ka raaz
agar ijazat hain to btadon aap ka naam
حسن کو حسن بنانے میں مرا ہاتھ بھی ہے
آپ مجھ کو نظر انداز نہیں کر سکتے
husn ko husn bananay mein mra haath bhi hai
aap mujh ko nazar andaaz nahi kar satke
ہم بھی تھے دیوانے ان کی آنکھوں کے
ورنہ حجاب سے کہاں تھی محبت ہمیں
hum bhi thay deewany un ki aankhon ke
warna hijaab se kahan thi mohabbat hamein
مجھ کو معلوم نہیں حسن کی تعریف لیکن
میری نظروں میں وہ حسین ہے جو تیرے جیسے ہو
mujh ko maloom nahi husn ki tareef lekin
meri nazron mein woh Hussain hai jo tairay jaisay ho
دیکھا جو حسن یار طبیعت مچل گئی
آنکھوں کا تھا قصور چھری دل پہ چل گئی
dekha jo husn yaar tabiyat machal gayi
aankhon ka tha qasoor churee dil pay chal gayi
خوابوں کے افق پر تیرا چہرہ ہو ہمیشہ
اور میں اسی چہرےسے نئے خواب سجاؤں
khowaboon ke ufaq par tera chehra ho hamesha
aur mein isi chehray se naye khawab sajaun